Saas ke sath rehna mushkil ho gaya hai

  • Asking aboutFemale
  • ForMyself
  • Age34
  • TopicFamily or in-laws

Asked anonymously

Saas ke sath rehna mushkil ho gaya hai. Wo har cheez mein taunt karti hain aur mere husband kehte hain bardasht karo wo buzurg hain. Main ghar wapas jane se ghabrati hoon. Counselling se kya farq parega jab situation change nahi ho sakti?