Bachon pe chilla deta hoon choti choti baat pe, phir poora din guilt hota hai

  • Asking aboutMale
  • ForMyself
  • Age36
  • TopicAnger

Asked anonymously

Bachon pe chilla deta hoon choti choti baat pe, phir poora din guilt hota hai. Baar baar tauba karta hoon lekin phir wahi. Mere abbu bhi aise hi the. Kya main bhi wahi ban jaunga?