Job nahi mil rahi 1 saal se

  • Asking aboutMale
  • ForMyself
  • Age26
  • TopicStudy, exams or work

Asked anonymously

Job nahi mil rahi 1 saal se. Ghar walay kuch nahi kehte lekin mujhe unki nazron se sharam aati hai. Din bhar kamre mein para rehta hoon. Kya ye depression hai ya main bas kaam chor hoon?